Nazraan Utha Kay Jab Bhi Mein Apney,Dard Poetry,Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari is enriched with unhappiness, sorrowness and deep distress. People read Dard Bhari Shayari when they are hugely upset. This unhappiness can be of any kind, reading Dard bhari shayari makes us all feel a little better.
                               --------------------------------------------------------

nazran utha ka jab bhi














Nazraan utha kay jab bhi mein apney char su dekhoon,
Har aik shaks ki duniya lahu lahu dekhoon,
Muhabbatoon kay safar par hain ghamzan jo log,
Khuda karey kay mein un sab ko surak ruh dekhoon,
Tamam umar kati ha bus aik khuwaish mein,
Har aik lamha tujhay apney ru-ba-ru dekhoon,
Simat kar rah gai meray naseeb ki khushiyan,
Dukhoon kay lab par sada khuwaish-e-nooh dekhoon,
Har ek rukh pa tamannao sey miloon badtar,
Har ek chehray pay jiney ki tamanna dekhun,
Har ek chehray pay jiney ki tamanna dekhun...