Muhabbat Munfarid Hai Is Liye Saarey Hi Kheloo Mein , Jo Hara Phir Nahi Khelaa Jo Jeeta Us Ney Tooba Ki ...
Kabhi Ghar Sey Nikaltey Hi Nazar Aa Jati Hey Manzil, Kabhi Rastoo Ko Paney Mein Zamaney Beet Jatey Hain...
Sarsari zikar kia tha ishq mein mar janey ka, Ab usay zid hai k tum mar kay dikho hum ko...
Wo mujhey kehta hai badal gaye ho tum, Rang tootey hue pattoon kay badal Jatay hain...
Wo lafz dhoond raha tha larazte honton sey, Zaeef baap ney betay sey baat karni thi...
Mein Teray Dar Pey Lagaun Ga Kuch Is Toor Sada, Dekhiyo Raaqs Karein Gey Tere Darbaan Ab Kay…
Deedar-e-yaar Key Intazaar Mein Ha, To Nazraan Jamaey Rakh, Parda Ho Ya Naqab Sirakta Zaroor Ha....
Wo samney aya to ajab saniha hua, Har lafz-e-Shikayat ney khudkushi kar li...
Nahi ha na-umeed iqbal apni kasht-e-weran sey, Zara num ho to yeh matti bahut zarkhaiz hai saqi...
Apni gali mein apna ghar dhoondtay hein log, Yeh kon shehar ka naqsha badal gaya...
Shab-e-Hijran mein raat bhar, Neend hansti ha mujh pa dor khari...