Qurbatoon Mein Bhi Judai K Zamanay Mangay
Dil Woh Be Mehar K Ronay K Bahanay Mangay
Hum Na Hotay Tu Kisi Aur K Charchay Hotay
Khilqat-E-Shehar Tu Kehnay Ko Fasanay Mangay
Yehi Dil Tha K Tarasta Tha Marasim K Liye
Abb Yehi Tarq-E-Taaluq K Bahanay Mangay
Apna Yeh Haal Hai Ji Har Chukay Lut Bhi Chukay
Aur Mohabbat Wohi Andaaz Puranay Mangay
Zindagi Hum Tere Daghoon Say Rahey Sharminda
Aur Tu Hai Sada'e Na Khanay Mangay
Dil Kisi Haal Par Kanay Hi Nahin Janay Faraz
Mil Gaey Tum Bhi Tu Kia Aur Na Janay Mangay
Mil Gaey Tum Bhi Tu Kia Aur Na Janay Mangay
Qurbatoon Mein Bhi Judai K Zamanay Mangay
Qurbatoon Mein Bhi Judai K Zamanay Mangay
2 Comments
Suprb
ReplyDeleteGreat
ReplyDelete